Agar naya bill pass hua, toh UP ki Lok Sabha seats 80 se badhkar 120 ho jayengi. Cabinet ne har rajya ki seats 50% badhane ke proposal ko manzoori di hai. Isi ke saath mahilaon ke liye ek-tihai seats reserve karne ki taiyari hai. Ab faisla Sansad mein hoga.
21
“I’ll close the trade as soon as I break even.” Three years later, I’m still down over ₹1.5 lakh on MANTA.
1
88
SP ke ‘PDA Pranpatra’ ke aur bade vaade 👇
Yuva: Berozgaar graduates ko naukri milne tak ₹5,000 mahina. Har saal bharti calendar. Paper leak hua toh mantri aur afsar ki jawabdehi tay hogi.
Padhai: 26,000 band primary school dobara kholna aur 12vi pass students ko free laptop dena.
Mahilayein: Buzurg mahilaon ko ₹40,000 saalana pension aur beti ke janm par 10 gram tak sona.
Kisan: Karz maafi, 23 faslon aur doodh par MSP ki kanooni guarantee, aur ganna kisano ko 24 ghante mein payment.
Bijli: Gaon ke gharon ko 300 unit muft bijli aur kheti ki sinchai ke liye bhi muft bijli.
Samajik nyay: Jaati janganana aur PDA va gareeb parivaron ke liye Samajwadi Canteen mein ₹5 ki thali.
Aapke hisaab se UP mein sabse pehle kis vaade par kaam hona chahiye?
1
72
Aaj subah 7 baje Delhi ka AQI 220 tha. Headline bani, “Hawa mein sudhaar.” Socho, sudhaar ke baad bhi hawa ‘poor’ category mein hai.
Delhi walon ko roz AQI ka number milta hai. Sarkar ek date bhi bata de, saaf hawa kab milegi?
46
India A put up 317 in a semi-final. Sri Lanka A chased it down with 51 balls to spare. What a chase. 🇱🇰🏏
2
52
34.4 lakh videos in three months. YouTube, did you take any of them down for criticizing the government? Give us a straight answer. @YouTube
1
39
Two SpaceX shares for every kid in America? That’s Elon Musk’s $18 billion pledge. 🚀
The first step is more specific. SpaceX says it will give one share to each child with an active Trump Account, and Musk says he’ll personally add a second.
🤖 Made with AI
1
32
अयोध्या से नेपाल के जनकपुर तक सीधी ट्रेन का किराया ₹365 से शुरू है। 🇮🇳🚆🇳🇵
सरयू कमला एक्सप्रेस की बुकिंग खुल गई है। ट्रेन गोरखपुर होकर जाएगी और अयोध्या से जनकपुर का 604 किमी का सफ़र करीब 19 घंटे में पूरा करेगी।
🤖 Made with AI
2
35
Axis Bank waalo, ye kya chutiyapa hai? Kabhi credit card, kabhi loan. Baar-baar call karke dimaag kharab kar diya hai. Mujhe dono mein se kuch nahi chahiye. Mera number apni promotional call list se hatao aur call karna band karo. @AxisBank
2
1
62
🇮🇳🇯🇵 Chaand par paani ki talaash ke liye India aur Japan milkar ek rover bhejne ki taiyari mein hain. Japan ki space agency JAXA ne kal uske test model ko chalte hue dikhaya. Plan hai ki rover Chaand ke south pole par drill karke mitti ki jaanch kare. 🌕
26/11 ki ye jagahen dekhkar bas yahi khayal aata hai ki us shaam kitne logon ne kaha hoga, “Ghar pahunch kar call karta hoon.” Aaj Mumbai ke un parivaaron ke saath hain jinka intezaar kabhi khatam nahi hua. 🕯️
🇮🇳🇺🇸 The U.S. would cap tariffs on Indian imports at 17% if the two countries reach a trade deal, according to the U.S. Trade Representative.
US to cap India tariff at 17% if trade deal is reached, USTR says reut.rs/48C5KZJ
2
52
🌊 Storms are starting to hit the U.S. West Coast just as king tides push water levels unusually high. That timing leaves less room for storm waves before they reach coastal roads and low-lying neighborhoods. nitter.gq/i/broadcasts/2WXZrPdKq…
2
59














