chillpill retweeted
पंचकूला में बच्ची के साथ मारपीट मामले पर वीडियो आई सामने
जहाँ बच्ची माता उसे खाना खिलाती दिखाई दे रही है
chillpill retweeted
I request @AmitShah @DelhiPolice @narendramodi ji to please not take this lightly, as their intentions don’t seem good at all.
These clowns need to be taught a lesson of dictatorship.
chillpill retweeted
Dear Ekta Ma'am / Di,
Sapne sach hote hain, aaj aapne sabit kar diya. Aapse milke yakeen ho gaya ki bhagwaan sach mein kuch logon par apni vishesh kripa rakhte hain aur woh log alag hi chamakte hain.
Aap sirf ek naam nahi ho... aap ek emotion ho. Aapne jo duniya banayi hai, woh sirf shows aur characters tak simit nahi hai, woh har us insaan ke dil mein basti hai jinhone kabhi aapki kahaniyon mein apni kahani dekhi. Ekta Kapoor sirf industry ki queen nahi, balki sapno ko haqiqat mein badalne wali ek shakti ho.
Aap gem nahi ho... aap toh rare ho. Rare vision, rare courage, rare heart. Itna sab paane ke baad bhi jo simplicity aur warmth aapke andar hai, wahi aapko sabse alag banati hai.
Aaj main sabse zyada khush hoon... itni khush ki shabdon mein bayaan karna mushkil hai. Happiest today, no words to tell you. Bas dil se dua nikalti hai ki aap hamesha yun hi chamakti rahein aur hum jaise sapne dekhne walon ko himmat deti rahein.
Grateful. Inspired. Overwhelmed.
chillpill retweeted
Kuch logon ne socha paison se sach badal denge,
Thode se PR se meri pehchaan badal denge.
Sach ko saazishon ke saaye kab dhundhla paaye hain?
Jo roshni mein khada ho, use andhere kya gira paaye hain?
4 mahine mein jo na kar paaye duniya bhar ke ilzaam,
Woh kuch lafzon se kya hila denge mera naam?
Naam woh nahi jo afwaahon se bikhar jaaye,
Naam woh hai jo waqt ke saath aur nikhar jaaye. ✨
#TanyaKaParivaar
chillpill retweeted
#TanyaKaParivaar Her first vlog is worth appreciating 💗💯
Keep growing @itanyamittal 🫶🏻
We are always there for you 💝
#TanyaMittal𓃵 #TanyaMittal
chillpill retweeted
100,000 of you have Subscribed my YouTube channel in 3 hours.
I didn’t realise how much you were waiting for me.
Thank you for choosing me, supporting me, believing in me 🤍
chillpill retweeted
youtu.be/RBsG97TZyyk?si=sPvz…
To all my fans, well-wishers…
aur mere pyaare haters (kyunki sach bolún toh nafrat karne wale mujhe zyada dekhte the 🤣),
I know… you missed me.
Jab se bahar aayi hu, har jagah bas ek hi dialogue sunne ko mil raha hai —
“Yaar, Tanya Ko bohot miss kar rhe hain!”
Toh socha, aap sabke is beshumaar pyaar ka kuch toh solid jawab diya jaaye 💃✨
🎬 Full drama
🎭 Unlimited masti
🌈 Aur overload positivity ke saath…
Yes, I have FINALLY started my YouTube channel! 🔥
Ab warning le lo —
👉 Aaj subscribe kar lo,
kyunki kal se jo aap dekhoge… woh sirf content nahi hoga 😌
Woh hoga entertainment, emotions, sass, surprises
aur thoda sa “yeh kya tha!” moment bhi 🤣✨
Neend?
😴 Bhool jao.
Screens?
📱 Chipak jaoge.
So whether you love me, like me, stalk me,
ya secretly wait karte ho ki main kya karungi next 😉
Welcome to my world —
Bigger. Bolder. Unfiltered.
👉 Subscribe now
Because drama is back…
and this time, it’s personal 😎🔥✨
chillpill retweeted
To all my fans, well-wishers…
aur mere pyaare haters (kyunki sach bolún toh nafrat karne wale mujhe zyada dekhte the 🤣),
I know… you missed me.
Jab se bahar aayi hu, har jagah bas ek hi dialogue sunne ko mil raha hai —
“Yaar, tu bohot miss ho rahi thi!”
Toh socha, aap sabke is beshumaar pyaar ka kuch toh solid jawab diya jaaye 💃✨
🎬 Full drama
🎭 Unlimited masti
🌈 Aur overload positivity ke saath…
Yes, I have FINALLY started my YouTube channel! 🔥
Ab warning le lo —
👉 Aaj subscribe kar lo,
kyunki kal se jo aap dekhoge… woh sirf content nahi hoga 😌
Woh hoga entertainment, emotions, sass, surprises
aur thoda sa “yeh kya tha!” moment bhi 🤣✨
Neend?
😴 Bhool jao.
Screens?
📱 Chipak jaoge.
So whether you love me, like me, stalk me,
ya secretly wait karte ho ki main kya karungi next 😉
Welcome to my world —
Bigger. Bolder. Unfiltered.
👉 Subscribe now
Because drama is back…
and this time, it’s personal 😎🔥✨
chillpill retweeted
Vanvaas ke samay, ek din Sita Maa chal rahi thi.
Zameen par kaante the, pathar the — pairon mein chot lag rahi thi.
Ram ji ne kaha:
“Tumhe kasht ho raha hai, main tumhe utha leta hoon.”
Sita Maa muskuraayi aur boli:
“Main chalna chahti hoon, kyunki mujhe
apni maa—Prithvi—se kuch seekhna hai.”
Phir unhone dharti ko sparsh karke kaha:
“Maa, tum roz laakhon pairon ka bojh uthati ho,
phir bhi kabhi shikayat nahi karti.”
Us raat, kehna hai, Prithvi Maa ne Sita Maa ko sapne mein darshan diye
aur kaha:
“Jo sah leta hai, woh kamzor nahi hota.
Jo dhairya rakhta hai, wahi sabse balwaan hota hai.”
Us din ke baad Sita Maa ne kabhi apne dukh ko shabd nahi diya.
Unka sahan-shakti hi unka shastra ban gaya.
chillpill retweeted
Ek kahaani sunāun…
Ek baar ek ladki thi.
Usse sab bahut jealous hote the.
Ladkiyan isliye,
kyunki woh us jaisi ban nahi sakti thi.
Aur ladke isliye,
kyunki woh kisi ke aage jhuk kar chalna nahi jaanti thi.
Par us ladki ka dil saaf tha.
Woh kisi ka bura nahi sochti thi,
na kisi ko neecha dikhane ka shauk tha.
Phir bhi…
log jalte the.
Aur jalne mein log aksar
ulṭa-seedha bolkar girane ki koshish karte hain.
Yeh sab use chubhta tha.
Ek din usne apni maa se poocha—
“Maa, maine toh kabhi kisi ka bura nahi kiya,
phir meri galti kya hai?”
Maa muskuraayi…
aur dheere se boli—
“Beta,
jab log tumhare peeche bolna shuru kar dein,
toh samajh lena
tum unki soch se bahut aage nikal chuki ho.”
Us din us ladki ne samjha—
har shor dushmani nahi hota,
kabhi-kabhi woh aapki udaan ka saboot hota hai.
chillpill retweeted
Sometimes you pause and look back…
2.5 billion views, no ads, just people choosing to watch.
Calling this Organic Love ❤️
chillpill retweeted
Jab bhi koi successful hota hai na
uski kahaani sunke lagta hai jaise overnight success mil gaya ho
ek hi raat mein sab kuch badal gaya
Par sach yeh hota hai
us ek raat tak pahunchne ke liye
bohot si raatein guzarni padti hain
aisi raatein jab lagta hai
ab mujhse nahi hoga
I just want to give up
Main bilkul honestly bol rahi hoon
jis din padhai chhod ke nikli thi
aur phir Bigg Boss ke ghar ke andar
har ek din aisa tha
jab main give up karna chahti thi
lagta tha bas ab aur nahi
Par mujhe kya pata tha
ki meri zindagi mein yeh likha hai
Isliye agar aaj tum thak gaye ho
agar lag raha hai sab ruk gaya hai
toh bas ek baat yaad rakhna
give up mat karna
Shayad jo kal impossible lag raha hai
wahi kal tumhari kahaani banne wala hai ✨
chillpill retweeted
Tanya Mittal in the most heartwarming memorable conversation talks about how a narrative was built around her and how she was mercilessly trolled
EPIC Memorable Conversation with Tanya coming soon
When do you want it?
Presented by Ajmi Khan
chillpill retweeted
Tanya Mittal opened up like never before in a truly memorable conversation
This is what she had to say about Tanya Ka Parivaar, her fans !!!
chillpill retweeted
Epic Memorable conversation with Tanya Mitta
TANYA LIKE NEVER BEFORE!!!!
VAADA HAI!!!
chillpill retweeted
Our girl so goated that they got inspired to write a character around her AURA. Ekta really loves Tanya.😭🤌🏻
#TanyaMittal














