kaagzon pr lafzon ke janaazon ko uthate dekha hai maine.......,
reh reh kar apna wajood dhundhti ummeedon ko bikharte dekha hai maine.......,
badalte waqt, khayal or shabhnami mausam ki trh,,
khuda ko bi kaiiyon baar badalte dekha hai maine.......
#mythought#justletgo!