(๏ทบ) Huzoor
Irshad Farmaya ki Qurbani ke Dino me Allah ko Janwar ki Qurbani Pasand hai.!!๐ผโค๏ธ
11
Ek din Sab kuch jeet kar bhi maut
Se haar jana hai aur laut kar Allah ke paas jana hai .!!๐๐ผ
( ููููู ููููุณู ุฐูุขุฆูููุฉู ุงููู
ูููุช)
10
Mere Dada Kahte hai;-Duniya ka
Koi Bhi inshan Tumhare Dukh nhi
Samjhega Lekin allah har Anshu
Ki Wajah Janta hai.!๐๐ผ
1
10
Alhamdulillah Mene Is Duniya me
Sabse Jayda Sukoon Masjid ke Andar Sazdo Me Paya hai..!๐โบ๏ธ
10
Zulm ke Sare Hunar Ham Par Yun
Azmai Gye Zulm bhi Saha Hamne
Aur Zaalim Bhi kehlaye Gaye..!๐๐ฅบ
18
Jab Tum Kisi Inshan Ko Uski Daulat
Aur Taqat Ki Wajah Se Ijjat Dene Lago Tu samjh Lena Tumne Apna Imaan Kho Diya Hai..!โฃ๏ธ๐ฅบ
14
Har Rukawat mein Koi na Koi
Behtari Hoti hai Aur ye baat
Aur yeh Baat Allah hi behtar
Janta hai.!!๐๐ฅบ
14
Apne dil ko Mazboot banau aur
Allah par yaqeen rakhu aur bo
Tumhari har mushkil Aashan
Kar dega.!!๐๐ฅบ
1
22




















