6/8
Jang shuru hui. Maidan ke beech ek oont (Arabic: Jamal) par lohe ke haude mein Bibi Aisha sawar thin.
Woh oont lashkar ka markaz ban gaya aur hazaron log uske gird maare gaye. Isi oont ki wajah se is jang ka naam 'Jang-e-Jamal' pada
1
23
Imam Ja'far Sadiq (As)
Subah-o-shaam kushaish aur faraj (Imam Mahdi ke zahoor) ka intezar karo, aur is intezar ka behtareen waqt Juma ka din hai, kyunki Juma ka din hamare Qa'im (A.J.T.F.) ke zahoor ka din hai.
Bihar-ul-Anwar, Jild 52, Safha 279.
Imam Zain-ul-Abideen (as)
Jab Hazrat Nuh (A.S.) kashti bana rahe thay toh ek boodhi momina aurat roz Allah ke Nabi ke paas apni gathri le kar aati aur kehti
“Aye Allah ke Nabi, kab kashti rawana hogi?"
Hazrat Nuh (A.S.) farmate "Abhi der hai."
Imam Sajjad ne paas baithe momineen se farmaya
Aye momino, yeh hadees Qayamat tak ke momineen tak pahunchana tum par wajib hai unhein bata do ke jis ne hum se mohabbat ki, Qayamat ka azaab zaroor aayega
1
2
86









