Catch Har Koi Chhodta Hai Khabhi Na Kabhi
Lekin Simple Catch Chhodna Wo Bhi Captain Hote Huye Not Accepting
#INDvsNZ
Aaj Bhi Kisi Ka Century Nahi Aayega
NZ Bahut Weak Lag Raha Hai Odi Formats Mein
#NZvsIND
Overall movie achha bana hai vfx tagda hai no doubt bhale hi ess movie ko lekar negative pr chal raha ho par movie wakai me achha bana hai sabko dekhna chahiye theater me jakar
#Ramayana
Hitman Retirement lelo bhai jaiswal deserve karta hai
Jidd me apna or team ka nuksaan mat karo
#INDvsNZ
Sanju 5 match score 67,14,18,4,4,
Abhishek 5 match score 29,27,113,27,1
Ishan 3 match score 1,0,61
Iyer 5 match score 42,7,5,22,50
Tilak 5 match score 6,51,1*,35,6
Vaibhav 2 match score 4,45
yaha clear pta chl rha h kon player kharab khela hai
#INDvsNZ
Match NZ 15,16 OVER me Chase kar lega
Pitch dekh ke lag raha hai
#INDvsNZ
Pahla wicket down india mushkil me hai
Kharab Shuruaat iska kaaran Iyer hai jo abhishek par pressure daal raha hai
#INDvsNZ
vikash arya retweeted
विज्ञान भी यहां घुटने टेक देता है
अर्बन तूफान का कहर… लेकिन जगन्नाथ मंदिर के
कलश पर दीपक जलता रहा
सैकड़ों KM की रफ्तार वाला तूफान और मूसलाधार बारिश भी मंदिर के दीपक की लौ नहीं बुझा सके
जय जगन्नाथ 🚩🙏
Tough bahut tough chase 🤪
#INDvsNZ
Sanatani Abhishek Sharma 😎
Remarkable Inning in Sena Country ♥️
#INDvsNZ
Sanatani Abhishek Sharma 😎
Remarkable Inning in Sena Country ♥️
#INDvsNZ
vikash arya retweeted
"जो सनातनी हैं और राष्ट्र को सबसे ऊपर रखते हैं, वो 'जय श्री राम' लिखकर जुड़ें 🚩
मैं सबको फॉलो बैक करूँगी, आपस में जुड़िए और एक-दूसरे की आवाज़ बनिए 🙏"
Tbh Vaibhav Se Bahut Umeed Thaa Achha Khelega Par Waisa Ho Na Saka
Jo Bhi 1,2 Moke Mile Vaibhav Ko Achha Perform Karna Hi Padega
India Ke Liye Khel Rahe Ho 1,2 Moka Milna Bhi Badi Baat Hai
Vaibhav Future Me Achha Karega Ye To Pakka Hai Koi Nazar Nahi Laga Sakta 🤗
#INDvsNZ
Wow wow wow just wow Tilak yr kya khela hai mast maja aa gaya
Aise hi khelte raho India ko jeetate raho 🫡
#INDvsNZ
Iyer se captaincy nahi hota, Batting nahi hota, fielding nahi hota hai
Pata nahi ye T20 team me kyu hai
#INDvsNZ
Bahut achha khela naman bhai bright future ho
Hardik ka replacement mil gaya bol sakte hai
Record Run chase
#INDvsNZ
Koi batao coach or captain ko run chase karna hai
Target dena nahi hai jo batting order me change kar raha hai
#INDvsNZ












